plz tell me the reveiw of 'cheif ki dawat'
Answers
Answer:
꧁AÑ$WER꧂
ऐसा होतो है कि बच्चे जब बड़े हो जाते हैं, उन्हें समाज में कामियाबी हासिला होती है, वह अपने अपढ़ माता-पिता को लोगों के सामन, दुनिया के सामने पेश करने में लज्जित महसूस हैं। ... बूढ़ी विधवा मां उसके लिए बोझ बन चुकी है। कहानी में तीन मुख्य किरदार मिस्टर शामनाथ, उनकी पत्नी और बूढ़ी मां।
ME : CLASS 8TH......
ẞRAINLIEST PLS ☺️❤️
Answer:
chief ki Dawat by Bhisham Sahni .
Aisa Ho To Hai Ki bacche Jab bade ho Jaate Hain unhen samaj mein mein kamyabi Hasil hoti hai vah apne Anpadh Mata Pita ko Logon ke Samane Duniya Ke Samne Pesh karne mein legit Karte Hain Bhale hi us bacchi ki padhai ke liye Pita Ne Kahin Baat sirf Pani pikar hi Kyon Na Gujari hun aur Mane Apna mangalsutra Tak pure na bech Diya Ho bacchon Ke Bade hone ke sath sath Mata Pita Ko Bhi budhape ki Dar se Gujar Jana padta hai tabhi Diya ghar ke kisi Kone Mein Pade kodhe Se Kam Nahin lagte Bhishma Sahani ki chief ki Dawat Ek Aisi Hi Kahani Hai jismein Man Ka Balidan Apne Adhikar bete ko faraz hi lagta hai Budhi vidhva Mein uske liye Bojh Ban chuki hai Kahani Mein 3 mukhya kirdar Mr Sham Naat , Unki patni au Budhi Maa hai.