Hindi, asked by Anonymous, 5 months ago

plz tell the alankar and the reason for that..​

Attachments:

Answers

Answered by kunaltaneja777pddzhn
5

1. Rupak alankar (Shashi yani ki chand ke saman mukh yani chehra)

2.Anupras alankar ( म ki aavriti yani ki म ka repeat hona)

3.Upma alankar (Arvind saman shishuvrind)

4. रति- रति में punrukti prakash alankar aur Pehli bar rati ka arth aur hai but dusri bar aur isliye isme Tamam alankar bhi hai

5. kal kanan kundal me क 0ki repetition ki vajah se isme Anupras alankar hai

6.Manvikaran alankar (जड़ चीज पर पानी लाने का आरोप )

7. श्लेषalankar (kaliyoon ke do arth hai : phul ka viksit rup aur yovan purv ki avastha)

8. Ye sentence kuch yah hai ki: कहे कवि बेनी , बेनी ब्याल की चुराई लेनी isme yamak alankar hai pehle बेनी का use hai kavi ka naam aur dusra beni choti ke liye hai but according to sentence in the pic ye श्लेषho sakta hai kyunki isme beni ke do arth hai jo mai phele bata chuka hu

hope it help u pls mark as brainliest

Similar questions