plzz answer fast !!!
write an essay on any one topics only in hindi about 150 words
1. संस्कार और कुसंस्कार
2. दुःख और दडिद्रता
3. समाज मे व्याप्त असमानताएाँ
Answers
Answered by
3
Sanskar shabd do shabdo sejudkar bantaa hai (sam+skar)vyakaranki bhasha in donohi shabdon ka arth sahi roop se nahi diya gaya hai.Sanskar shabd sun ne me kitna acch lagta hai lekin iske saamne yadi koi (ku) laga de to yahi shabd ekkaal ki tarah lagtaa hai.sanskar or kusanskar dono hi shabd sanskrit vyakran ke aagam shabd hai .Sankaar ka arth hai jo jivan jeene ke niyam hai aadarsheelta ho evam kusanskar ka arth hai jise jiivanmein kabhi nahi karna chahiye.
Jab bacche chote rahte hai tab maa baap bacche ko chote se hi kuch niyam shikhate hai jaise bado ke paer chuna,apnese bado ko aapkehkebulana,bado ke samne jyada bakar bakar nahi karna ye sab sankar hai evam iska viprit kusanskar hai.Jo baccha in sabhi niyamo ka niymit roop se palan karta hai use sanskaari kehte hai.Hamare mata-pita kuchaur niyam bhi shikhate hai jaise kabhi bhi sharab nahi pina chahiye,apne se bado ko laat nahi maarna chahiya ,aadi jo baccha in niyamo ke viprit chalta ahi use kusanskaari kehte hai.
maine aapko starting diya hai aap aage swayam badhaye aap isme udhahran jod sakti hai,aajke bacchon pe iska asar,bacchon ko kusanskar se bachane ke upay aadi

debnathayushi:
please mark as brainlist
Similar questions