plzz give the anuvad of this
plzz
Answers
Mohan: Samrth! aao daakghar chalte h.
Samrth: kya kaam h? / Kisliye?
Mohan: Waha jakr patra lkr aana h, ek mitra ne patra likha h. Daakghr jate huye samrth ne bahut se logo ko dekhkr mohan se pucha
Samrth: Yha bahut se log kyu baithe huye h. yha sab log kis kis karya se aaye huye h.
Mohan: aao, ma tumhe sab kch btata hu. Yha sabhi log vividh karayo ki wajah se aaye huye h, ek lekhak ke patro ko pangikrit(register) karta h, bachat khate ka manager logo ko dhan(money) deta h aur leta h, ek garahko(consumers) k patro(letters) ko unke ghar ke pate(address) k hisab se rkhta h aur jo anya/baki k log h woh apna apna karya kr rhe h.
Samrth: Yha pe bahut se log kis kaam k liye aaye huye h?
Mohan: Ha, yha sb log alag alag karyo k liye aate h, koi patra(letter) grahan(lene) krne aata h, koi money order(dhnadesham) krta h, koi bachat khata me paise(dhan) zma(rakshitum) krata h, koi yha se rupye udhar leta h(loan) aur koi patro ki panjikrit(registered) krawata h.
hope u understand the translation.. plz tell.