Hindi, asked by kajalbhomi5, 5 months ago

plzzzzzzzzzzzzzzzzzzz​

Attachments:

Answers

Answered by sriyankamishra
0

Explanation:

unche kull main janam lene wala agar neeche kaam karta hai to wah kabhi bhi srestha nahi kehlaega varang wah neech wyakti kahlayega.

agar koi wyakti neeche kull main janam lekar bhi bahut achhe aur samandayak karm karta hai to wah hi sreshtha wyakti samaaj main kehlata hai.

Hame manushya ko uske jati authwa kull se nahi varang uske karam se karna chahiye. chahe wyakti ucch jati ka ho ya neech, karam manushya ka pehchan batata hai kull nahi.

TRANSLATE TO HINDI

Similar questions