Hindi, asked by shalini918, 1 year ago

poem on bird in hindi

Answers

Answered by Reetu1234
4
Nanhi si woh chidiya thi
Barsaat mein bheeg rahi thi, 
Udkar ped par baithi woh
Pani se bachne nikli woh, 
Par fir bhi baarish mein doobi jaa rahi thi
Apne liye ghosla nahi dhundh paa rahi thi.

Dekhkar use bola mera Nanha Munna 
Aa chidiya! Mere ghar aakar baithna, 
Maano usne sun lee iski cheekhe
Seedhe udhkar aa baithi woh mere ghar ke bagiche, 
Khush hokar bajayi Munne ne taali
Darkar bechari ud gayi chidiya fir usi ped ke daali! 


Hope it helps

shalini918: thankyou very much
Reetu1234: welcome
shalini918: Hi reetu didi
Reetu1234: hii
Answered by hasteerharsh
2
titli rani titli rani itne sunder pankh kahan se layi o kya tum koi shehzadi ho pari lokh se aayi ho

shalini918: thanks
hasteerharsh: welcm
Similar questions