Hindi, asked by active, 1 year ago

poem on dhwani ki atmkatha in hindi

Answers

Answered by manvee
4
abhi na hoga mera ant 
abhi abhi hi to aaya hai
mere man me mridul vasant-
abhi na hoga mera ant

hare hare ye pat
daliyan, kaliyan gat.
mein hi apna swapna - mridul - kar
ferunga nidrit kaliyon par
jaga ek pratyush manohar.

pushpa pushpa se tandralas lalsa kheench  lunga mein,
apne nav jeevan ka amrit saharsh seench dunga mein

dwar deekha dunga phir unko .
hain mere ve jahan anant - 
abhi na hoga mera ant.

Similar questions