Hindi, asked by alberasanash, 1 year ago

Poem on Dr. B. R. Ambedkar: a great leader in hindi

Answers

Answered by sanjanashetty30
15
Desh K Liye Jinhonene Vilas Ko Thukraya Tha,
Gire Huon Ko Jinhonene Swabiman Sikhaya Tha,
Jisne Hum Sabko Toofano Se Takrana Sikhaya Tha
Desh Ka Tha Anmol Wo Deepak Jo “Baba Saheb” Kehlaya Tha.
Aaj Uski Baato Ko Hum Dil Se Apnayenge
Sab Miljulkar Ambedkar Jayanti Manaynge

Kar Gujar Gaye Wo Bhim The
Duniya Ko Jagaane waale Bhim The
Hamne To Sirf Itihaas Padha hai Yaaron
Itihaas Banane waale Mere Bhim The.


Sir Uncha Uthakar Jina Sikhaya Mere Bhim Ne
Shiksha Ka Mahatwa Samjhaya Mere Bhim Ne
Julm Ke Khilaf Sangharsh Karna Sikhaya Mere Bhim Ne,
Aaj Mai Bahot Uncha Utha Hun,
Mujhe Uncha Uthaya Mere Bhim Ne

Sara Jaha Hai Jiki Sharan Me
Naman Hi Us BABA Ke Charan Me
Bane Us Baba Ke Charno Ki Dhool
Aao Mil Kar Chadhaye Shradha Ke Phool

Answered by Anmol20RK
15
Desh K Liye Jinhonene Vilas Ko Thukraya Tha,
Gire Huon Ko Jinhonene Swabiman Sikhaya Tha,
Jisne Hum Sabko Toofano Se Takrana Sikhaya Tha
Desh Ka Tha Anmol Wo Deepak Jo “Baba Saheb” Kehlaya Tha.
Aaj Uski Baato Ko Hum Dil Se Apnayenge
Sab Miljulkar Ambedkar Jayanti Manaynge
Similar questions