Hindi, asked by ugans, 1 year ago

poem on emergence on sound in hindi

Answers

Answered by Anonymous
4
Saat suron ki sargam se mehfil saja jati hai
berang jiban main rang bhar jati hai
chun chun ke jo prakriti ki
sobha nirali banati hai
sawan ki bundo main jhar kar
sangeet jismain jhum uthti hai
chudiyon ki khankhan aur payalon ki chanchan
hawake jhokon sang koyal bhi geet gaati hai.
man ki har ek thakaan ko
pal bhar main sukun bharti hai.
khusiyon main khusiyan badhati hai
aur gam main chain deti hai
hai ye sabse pyara, nirala
sangeet jise duniyan kehti hai. 


Anonymous: mark as the best answer plzzzz
shwetajaiswal26: can you write in hindi
Similar questions