Hindi, asked by trollrocks, 1 year ago

poem on green revolution in Hindi 


shiprachandra: do u want it in hindi
shiprachandra: tell me fast
trollrocks: yes\
shiprachandra: sorry I can not write in hindi if u want i can give u website's name
trollrocks: ok
trollrocks: can u tell me fast
trollrocks: r u an indian
shiprachandra: no
shiprachandra: of cource I am an Indian

Answers

Answered by ranahiten8
7

yadi tum chaaho Bharat ke ho ghar-ghar mein khush-haali,esa sambhaw tab hoga jab tum kuch kar jaoge,desh ke kone kone mein harit kranti laooge.
harit kranti aane se jan jan kush ho jayega,sabka pet bharega bhukha naa koi so payega.
adhik ped honge dharati par adhik phool, phal hongein,indhan, aushadhi ko paakar ke praani bhi khush honge.
prayavaran pradushan bhi to nahi fatkane paayega.sheetal, shaghan, chhaon ko paakar, pathik, shramik sukh paayega.
geet sureele fir gaayegi koyal daali-daali.ped lagaao jagah-jagah par failaao hariyaali.
har prakaar se ye maanav ke jeevan mein upyogi,maanav ke ye sangi-saathi aur sada sahyogi.
dharati ki shobha hai is se, aur Anupam shringaar hai,isiliye to dharati maan ko inse behad pyaar hai.
inse hai Bharati ki grima Bharat vaibhavshaali.ped lagaao jagah jagah par failaao hariyali.

ranahiten8: mark as d best
Similar questions