Hindi, asked by priyamvatha, 1 year ago

poem on rainy season in hindi compose yourself

Answers

Answered by tiashasha
1
heya! 

here is my self-composed poem for the rainy day.

mausom ki jo ye baarish hai
mausom ka jo ye paani hai
sabko khush kar jata hai 
sabko yaad dilata hai 

baarish hai ek aisa mausom
jo sabko khush kar deta hai
bachche ho ya ho bude, 
sab bheegte hai isme,
milan bhi hota hai isme,
jis mausom mei jaman hua hai krishan ka
us mausom ko kon nahi chahata,
ye barish hai niyali 
ye baarish ke baad ka indra dhanush 
kon nahi dekhna chahata, 
ye baarish sabko yaad hai aati

har saal ye aati 
sab ko saatati
aur phir sabko intazaar karati 
koyal ho ya kouwa
sab hai apne geet gate
sabko bundo ki aavaz hai 
kabhi kabhi to dara bhi deti
aati nahi hai kabhi aakele 
bijli ko bhi saath mei laati
 ye baarish sabko hai yaad aati.



thank you








Anonymous: osm poem!!
Anonymous: ^^
Shashank880: thanks
tiashasha: thank u alakshya i try the best but too much good
Similar questions