English, asked by joyeetarocks7874, 1 year ago

Poem on sardar vallabhbhai patel vision for india in english

Answers

Answered by SujoySamuel3
0
Lohe se tha jiska tan,
desh prem me dooba mann.

Dekh ke jisko dushman kaanpe,
dahaad thi jaise ho koi sher,
naam tha unka Vallabh bhai patel.

Unhone toda angrejo ka abhimaan,
Sbne 'Sardaar' lagakar kiya samman.

har aandolan me wo the sath,
maan gaye dushman nahi banegi ab baat.

Bharat ke up'pradhan mantri ye the,
nahi mante kbhi haar ye the,
desh ke liye hathiyaar ye the

veer jawano sa unme tha dum,
ye nahi the kisi se kum.

naam ye apna amar kr d gye,
karmo se apne ek misaal kayam kr gye.
Similar questions