Hindi, asked by seshu, 1 year ago

poem on sun in hindi

Answers

Answered by giftofgod
9
roj subha ko suraj aakar
sabko sadha jagata hai
shyam hui lali pheilakar 
aapne ghar ko jata hai
dinbhar khud ko jala-jalakar 
yeh prakash pheilata hai
uska jina hi jina hai, 
uska marna hi humara murna,
isiliye sab lok maante hai ki
suraj! tere bina na koi jina.
Answered by vaibhavmn
5
Ghar ghar mein hai aata suraj,
hai sarvatra chha jaata suraj,
pyari pyari swarnim kirne,
chanhu or failaata suraj.

harshit ho ye pashu pakshi saare,
mil-jul kar rahate hain,
daana chugne ko ve din bhar,
yahaan wahaan udte hain.

anupam chhata dekh suraj ki,
nar-naari muskaate hain,
suraj ki pyari kirne dekh,
pashu-pakshi bhi harshaate hain
Similar questions