poetry about nature in Urdu language
Answers
Answer:
vulgxjfp gkc
Explanation:
Answer:
Iss qadar toda hai mujhe uski bewafa ne galib, agr koi ab pyaar se dekhe toh bikhar jata hoon main
Shayad koi khwahish roti rahi mere a der baarish hoti rahi
Explanation:
Her shaks Iss sheher main pareshan sa hai
In makamo main uska makaam kon sai hai
Yeh raste jo Iss sheher sai door le jate hai
Vo bhi toh use kissi aur sheher mai Chhod aate hai
Poochte hain Yeh panchi kissi bekhabar farishte ki tarah
Iss jameen per kudret ka nishaan kon sa hai
Vo toh shukr hai itni uchai tak Insaan kai hath nahi pahuchte
Varna khud bhi puchta mera aasmaan konsa hai
Maine toh banai thi Yeh Duniya pani, mitti, pathar aur havao se
Yeh concrete, carkhano aur kale dhue ka kabristaan kon sai hai?
"khuda" apni khidki prr betha betha akse Yeh sochta hai
In makano kai beech Yeh bacha pedh konsa hai
Hope this will help you
Aur Pehli four lines maine yun hi likkhi hai unn per dhyan n de.