Hindi, asked by AmmuShivani251, 1 year ago

pradushan ki samasya vishay par ek nibandh likhiye

Answers

Answered by scarletqenny
3
and before that is....
pradushan shabd ka aarth h- vaayumandalya vatavaran ka duushit hona. jeevan ki yeh kaesi veedambna h ki jis prakreeti ne hme shudh jal, shudh vaayu, sudh haree bharee dharti, shudh paryavaran pradaan kiya use hmne apne bhautik sukh- sadhano ki prapti ke liye anek kal- karkhane lagakar dushit kar diya. aaj hm jis tarah k vaatavaran m jee rahe h veh puri tarah pradushit ho chuka h aur pradushan ki matra din-pratidin badhti hi jaa rhi h. pradushan ki samasya ne aaj saare vishv k saamne vikraal ruup dharan kr liya h aur sansar k samast praniyon k swasth k aage ek prashnchinh laga diya h.
pradushan chaar prakaar ka hota h-vaayu-pradushan, jal pradushan, dhvani pradushan tatha bhumi pradushan. badhta hua audyogikaran vaayu pradushan ki vriddhi m ehem bhuumika nibha rha h. jis raftaar se kaarkhano ki badhotri hui h vaayu mandal par bahut gehra prabhav pada h. kaarkhano ki chimneyon se chaubeeso ghante nikalne vaale dhooyen ne saare vaatavaran ko.........
after this, see the pic...
Attachments:
Similar questions