Hindi, asked by MeetPatel, 1 year ago

Prargraph on swachh raho swasth raho!

Answers

Answered by monu7bishnoi
22

swachh raho swasth raho

 

Jaisa ki hum jaante hai safayi rakhane se hum kam beemar padte hai. Agar hum apne aas paas safayi rakhenge to hum sawasth rahenge aur hamara parayawaran bhi thik rahega. Charo aur faili hui gandgi hi kai mahamaariyo aur bimaariyo ka karan banti hai . hume pata hai ki gandgi se chuhe aur cockroach aate hai jo ki plgue aur anya bhayankaar  bimaariya failate hai . Ab jab poora  desh Sawachha abhiyaan se juda hua hai to hume bhi peeche nhi hatna chahiye . hum bhi hamara yogdaan de . Apne aas paas naailyo mai paani jama naa hone de aur kachra naa failne de . Hum ghar ki aur mohlle ki safaayi ka saman dhyaan rakhe .bachoo ko safayi ka mahatav bataye aur bado se sheekhe ki safayi ke kya faayde hau . Issliye kaha gya hai ki Sawchh raho ,Sawsth rho . Humesha jauri dinchaiyaaye jaise nahana aur souch jana , dandt majan aadi ka vishesh khayal rakhe . Paani piye sudhh aur saaf  jis se sarir mai name bani rahti hai aur khoon bhi saaf rahata  hai . Ankhoo ka bhi khas dhyan rakhe . Safayi hi pahala padav hai swastha ki aur . isliye kaha jata hai ji sawchhta ek achhi aadat hai aur sawasth jeevan aur ka meetha fal .

 

 

Similar questions