Political Science, asked by priyanshukohli7, 10 months ago

prashn aur Mausami berojgari Mein Antar kya hai​

Answers

Answered by babliparihar9353
1

Answer:

Jo Permanent Berozgari hoti hai usme insaan ke paas kamane ka koi saadhan nahi hota isliye vo gareeb ka gareeb hi reh jata hai.

Mausami Berozgari thodi alag hai kyunki isme mausam ke hisaab se kaam milta hai jese agar garmi hai toh koi thandi cheez ka kaam karega but thandi mein vo esa kaam nahi kar paaega jisse vo sardi mein berozgaar ho jata hai. Jese ki Ice-Cream waala Garmi mein rozgaar hota hai but Sardi mein berozgaar ho jata hai

Similar questions