"prem gali ati sankri" ka bhav spasht kijiye
plzz answer fast
Answers
Answered by
16
Prem gali ati sankri tame do n samay ye line kabirdas ji ki hai iska matlab hai ki jab tak aapke man me ahankar ki thodi si bhi BHAWNA hai tab tak aapke dil mein bhagwan ke prati prem ki bhawna utpann nhi ho sakti prem ki gali itni patli hai ki dono -ahankaar aur ishwar ke prati prem ek saath nhi ghus sakte.
Answered by
6
Answer:
upayukt pankti ke Aadhar per Kabir Das Ji is sakhi ke Madhyam se Kahana chahte Hain Ki Prem Ki Gali arthat Ishwar Se sakshatkar Hone ka Marg Itna Patla Itna tang Itna Shankar raha hai usmein manushya ke andar ka mai rupee ahanchar avam ghamand aur Ishwar ki upsthiti arthat Ishwar ka Aashirwad Ek Sath Nahin samaya ja Sakta. Kabir Das Ji ke na Chahte Hain Ki Jahan ahankar rupee bhawana hogi vahan Ishwar Pravas nahin kar sakte aur Jahan Ishwar honge vahan ahankar nahin ho sakta Kyunki Ki Prem Gali Itni patli Hai Ki usmein donon arthat main rupee ahanchar aur Ishwar Ek Sath vyapt Nahin ho sakte
Similar questions