History, asked by tinav9078, 8 months ago

punjaab ka kya arth h​

Answers

Answered by yasmeen2005
0

Answer:

Punjab farsi bhasha ke shpdo 'panj + aab' se mil kr bna hai.

jismein panj ka arth hai panch(5)

aur

aab ka arth hai driya

arthat Punjab shbd ka shabdik arth hai panch driaon ki dhrti.

ye panch driyaein hai..

satluj, jehlam, ravi, bias, chinab.

hope you agree

Answered by itzjazz
0

Answer:

ਪੰਜਾਬ ਦਾ ਅਰਥ ਹੈ ਪੰਜ ਆਬਾਂ ਦਾ ਸਮੂਹ

Similar questions