Punya Paap,Punya Paaap!!Kon Hay kHas?? kon hay Saath??
____HiPHoP_____
Answers
Answer:
Punya Paap,Punya Paaap!!Kon Hay kHas?? kon hay Saath??
____HiPHoP_____
Step-by-step explanation:
Jabse paida tab se kiya humne
Jabse paida tab se kiya humne
Jabse paida tab se kiya humne
Nabse paida tab se kiya humne
Jabse paida tab se kiya humne punya paap
Jitna mila dugna diya kiya punya paap
Khoon pasina chauda seena karna punya aaj
Hum na darte paap karke seekhe punya
Punya paap punya paap
Kaun hai khaas kaun hai sath
Kaale baadal kala baarish
Kya hai dharm kya hai jaat
Kaun banaya kiska hath
Sarfira yeh sarfarosh sarvanash
Kisko chunta desh ka labh ya khudka swarth
Manavata par kar prakash
Nahi samajhta mujhko dharm jaat
Tu daddy pe tha main Maggi pe tha
Tu skinny mein hai main baggy mein tha
Yeh rap aur hip-hop mera planning nai tha
Main paise kamaane ke planing mein tha
Ganda ya saaf mangta anaaj
Jab doodh nahi ghar pe
Tab kuchh nahi aata hai yaad
Kya hai punya aur kya hai paap
Jabse paida tab se kiya humne punya paap
Jitna mila dugna diya kiya punya paap
Khoon pasina chauda seena karna punya aaj
Hum na darte paap karke seekhe punya
Punya paap punya paap
Kal hai punya aaj hai paap
Kaale kapde kaali raat
Kaun hai sath lambi khaat
Gaadi chalti ghoomte hath
Mehnat zyada luck de sath
Deal jab karte patte khaas
Suffer karte bante laash
Girne ka mera hai intezaar
Rahenge zindabad jab tak intekal
Unleashed yeh sher mere daant pe rakth hain
Jalan hai bimari jo yeh sath mein rakhte hain
Isliye COVID se pehle hum fasle rakthe hain
Beimani ki wajah badalte takht hain
Chhapri hai tu tere gaane saste hain
Jo lad nahi sakte woh gaali bakte hain
Moses banjate jab paani sar pe hai
Jaali ko mante yahan andh bhakt hain
Haan bhagwan mein vishwas insaan dhokebaaz
Ek number rahenge jab tak bante nahi laash
Divine mera spirit hum bante nahi laash
Hum takht pe baithe tu karte reh naach
Tere ginti ke din hain hisaab mein le saans
Hum O G jiyenge
Jabse paida tab se kiya humne punya paap
Jitna mila dugna diya kiya punya paap
Khoon pasina chauda seena karna punya aaj
Hum na darte paap karke seekhe punya
Jee le beta teri aani wali maut
Jitna kar le tu punya ya paap
Band pinjre se udde hum azaad
Khud parosne pe aata mujhe swaad
Dusri album nahi meri dusri yeh kitaab
Hum bille yeh billi sirf raaste de kaat
Sirf darte hum bhagwan se
Karte punya aur paap
Punya Paap Lyrics Meaning