Hindi, asked by arthi2, 1 year ago

Pusthak samiksha on the moral story chiti and tida.(ant and the grasshopper).in hindi only.plzzzz as soon as possible. Content must be enough.

Answers

Answered by sanskar30
2
Is kahani mai ek grasshopper tha joki apni summer life khel kuud k enjoy kr raha tha or ek trf ants thi Jo apni summer life food collection mai pass kr rahi thi...... toh grasshopper ne ants se poocha ki itna kya kaam krna khana collect krne k liye yaha toh itna saara khana hai tb Ants ne kaha ki Is time toh hai but JB winters aa jaae gi tb nahi hoga.....or dono apne previous work mai lg gai.....
Jo winters aai toh ants k pass khana tha but grasshopper bechara bhuukhe mrr gaya.....


Is kahani se hume ye seekh milti hai ki hume saare kaam jldi se jldi kr lene chahiye na jaane kl ko kya ho jaae .......

arthi2: Kisne bataya
arthi2: Acha aap pehele yeh batao mai yaad bhi hu aapko
sanskar30: haan yaad ho....
arthi2: Woh toh dikh hi rha hai
sanskar30: kya dikh raha hai.....
arthi2: Ki mai tujhe yaad hu ke nhi
arthi2: Hii
arthi2: How are you??
sanskar30: bade dino baad yaad aai
sanskar30: hlw..
Similar questions