Physics, asked by Lakshya2960, 9 months ago

Putra ke pratham aane par Mata pitha me sawand likhiye

Answers

Answered by marinate92
1

Answer:

mata: main bahut khush hun hamare bacche ne itni mehnat ki tabhi to vah kaksha mein pratham aaya hai

pita: ha aaj main uske liye khilone laauga

mata: main bhi uske pasand ka khana banugi

pita: lekin use abhi aur mehanat karni hogi taki vah khoob naam kamae

mata: main uske padhi par aur dhayan dungi

pita: chalo ab main chalta hu bazar

Similar questions