putting up this question once more. please answer it... it's deadline.
दीवाली में फटाकों के वजह से होनेवाले प्रदूषण आपके और अपने मित्र के बीच होनेवाला संवाद लिखिए।
Answers
Answered by
0
You can translate in hindi.
You-Are,Mitra tum patake kyu jala rahe ho?
Friend-Tumhe bhi aaj patake jalane chahiye,Diwali hai na.
You-Kya tumhe samajh nahi aa raha hai ki patako ku wajah se logo ko bahut sari bimariya hoti hai.
Friend-Yeh kya kah rahe ho,patako se bimariya nahi ho sakti.
You-Patako ke dhue se saas lene me takleef hoti hai jisse bimariya hoti hai aur patako ke shor se kan me dard bhi ho sakta hai.
Friend-Ab mai samajh gaya,dost.

Similar questions