Hindi, asked by Bajwa302, 1 year ago

Pz koi toh help kardo its very urgent for me :(
Thorda he lekh do starting me

यातायात के नियमों का उल्लंघन करने की प्रवृत्ति पर दो मित्रों के बीच संवाद लिखें ।
No useless answers plz

Answers

Answered by tanisha531
1
Mohan tumhe traffic rule follow Karne chaiye aur gadi chalte waqt phone istemal nhi Karna chaiye sohan Yaar tu thik bol rha hai kal mere uncle Ke ladke ka gadi chalte waqt phone pe baat kar rha tha achanak ek baccha rod par aagya aur uska accident ho Gaya sohan aur Hume daru pikar bhi gadi nhi chalni chaiye aur ek acche naagrik traha traffic rules follow Karne chaiye

Bajwa302: Tysm ji
Answered by shubhrasinghyadav2
1
samvad: yatayat k niyamon ka ulanghan;
do mitra Milne par ek dusare ka haal - chaal puchte hai
Ram:suprabhat! mitra
shyam:suprabhat! kaise ho?
Ram:mai theek hoon par tum batao kaise ho?
shyam: mai bhi theek hoon par...
Ram: par kya? koi pareshani hai? ho to batao...
Shayam: ha yaar mai desh k logo k bare mein soch kar jra preshan hoon
Ram: q kya hua ?
Shyam: yaar hamare desh ki aabadi sabse aadhik hai aur yadi hum chahe to hamara desh sare deshon se age nikal jaye
Ram:ha baat to tumhari sahi hai hamare desh k log hi hamare desh k niyam aur kanoon todte hai
Shyam:ha yaar ab dekho na yatayat k sadhano ki kitni durdasha ho gayi
Ram:sach me sare niyam tod kar logo ko to apne man ki hi karni hai
Shram: sarkar chahe kitne bhi niyam bana de par log uska palan nahi kar sakte
Ram: log bus mein kuch bhi khate hai wahi gira dete hai kahte hai he hamara ghar thode hi hai
Shyam:itna hi nahi nashile padarthon ka dream karke bus mein hi thuk dete hai
Ram:haa par kab tak aisa chalega logo ko desh k prati unk jo kartavya hai unhe batana hoga unko jagruk karna hoga
Shyam:haa achha ab mai chalta hoon get ho rahi hai

HOPE IT WILL HELP YOU:)


Bajwa302: Tysm ji
Similar questions