Hindi, asked by shristishreya580, 3 months ago

Q. 1. कोरोना संक्रमण के दौरान अपने अच्छे और बुरे अनुभव को A4 साइज़ के पेपर पर लिखे।
से नई चीजे​

Answers

Answered by naveen427193
1

Explanation:

Talwaron pe sar vaar diye

Aangaron mein jism jalaya hai

Tab jaake ke kahin humne sir pe

Ye kesari rang sajaaya hai

Ae meri zameen afsos nahi

Jo tere liye sau dard sahe

Mehfooz rahe teri aan sada

Chahe jaan meri ye rahe na rahe

Ae meri zameen mehboob meri

Meri nas-nas mein tera ishq bahe

Feenka na pade kabhi rang tera

Jismon se nikal ke khoon kahe

Teri mitti mein mil jawaan

Gull banke main khil jawaan

Itni si hai dil ki aarzu

Teri nadiyon mein beh jawaan

Teri kheton mein lehrawaan

Itni si hai dil ki aarzu

Sarson se bhare khalihaan mere

Jahaan jhoom ke bhangda paa na saka

Aabaad rahe wo gaanv mera

Jahaan laut ke waapas ja na saka

Ho watna ve, mere watna ve

Tera mera pyar nirala tha

Kurban hua teri asmat pe

Main kitna naseebon wala tha

Teri mitti mein mil jawaan

Gull banke main khil jawaan

Itni si hai dil ki aarzu

Teri nadiyon mein beh jawaan

Teri kheton mein lehrawaan

Itni si hai dil ki aarzu

Kesari....

Ho Heer meri tu hansti rahe

Teri ankh ghadi bhar nam na ho

Main marta tha jis mukhde pe

Kabhi uska ujala kam na ho

Oh maayi meri kya fikar tujhe

Kyun aankh se dariya behta hai

Tu kehti thi tera chaand hoon main

Aur chaand hamesa rehta hai

Teri mitti mein mil jawaan

Gull banke main khil jawaan

Itni si hai dil ki aarzu

Teri nadiyon mein beh jawaan

Teri kheton mein lehrawaan

Itni si hai dil ki aarzu

Similar questions