Hindi, asked by poonamkashera54696, 3 months ago

Q. निम्नलिखित मुद्दों के आधार पर कहानी लिखकर उचित शीर्षक दीजिए -

राजा द्वारा लोगों की परीक्षा - नगर के मुख्य द्वार के बीचों बीच एक बड़ा सा पत्थर रखना - लोगों का
पत्थर को देखना - किसी के द्वारा उसे हटाने का प्रयास भी न करना - एक गरीब मजदूर का वहाँ से
गुजरना - पत्थर को देखना व उसे हटाना - पत्थर के निचे एक थैला - सोने के सिक्के - सीख।




plz help me.
useless answers will be reported.

Answers

Answered by vanshikarajmehra
22

Explanation:

ek din Raja ke man mein khayal aaya ki aaj kyon Na apni Praja ki Pariksha Lena chahie usne Apne Nagar ki darvajon ke beech beech ek bada sa pathar rakh ve dhire dhire logon ne use pathar Ko dekha kisi ne bhi use hatane ka prayas nahin kiya tabhi vahan thodi der bad ek Garib majdur vahan se gujarne Laga usne pathar Ko dekha aur vah use pathar ko hatane laga pathar ke niche use ek sone ke sikkon ka ka thela Mila . jisse use Garib ko bahut Khushi Hui ab vah jyada Garib nahin rah payega uska khana kharcha sab utha payega . thodi der bad yah khabar Raja Ko pata chala lagi ki ek Garib ne use pathar ko hata Diya hai jisse Raja bahut khush hua use Garib per bahut Garv bhi hua. is kahani se hamen yah Sikh milati hai ki hamen mehnat jarur karna chahie aur kahavat bhi hai ki mehnat karne walon ki kabhi har nahin Hoti .

is kahani ka shirshak hi hai ki hamen mehnat karna chahie mehnat karne se ham kisi bhi mukam per pahunch sakte hain.

Similar questions