Hindi, asked by bhavyadudhani, 1 year ago

question no. 5 (not 1 student many students) (like in school Assembly) ................ I will mark u brainliest

Attachments:

Answers

Answered by nisharoy4
1
chatra: pranam mahoday, hame khel ke bare me kuch baat karni hai
pradhanacharya: acha bachon! bolo kya baat karni hai.
chatra: mahoday , hamare school me bahut se khel ke saman nhi hai, aur hamne dusre school ke bachon ke sath pratyogita rakhi hai ki kis school ke bache khelne me ache hai, isliye hame khel ke saman chahiye.
pradhanacharya: thik hai bachon mai aaj hi khel ke sare saman manwa dunga.
chatra: dhanyabad mahiday!
pradhanacharya: aur bhi koi chij ki jarurat ho to hame batana bachon, mai mangwa dunga
chatra: dhanyabad mahoday, hame or bhi koi chij ki jarurat pari to humlig aapko jarur batayenge.
pradhanacharya:thik hai bachon ab aap log apne kaksha me chale jaiye.
chatra: thik hai mahoday.

bhavyadudhani: I said not 1 student , many students
nisharoy4: haa to charon ka matlab kya hota hai ek ya anek
nisharoy4: chatron
nisharoy4: thik se padho
Similar questions