रेल्वे स्टेशन में मिले दो व्यक्तियों के बीच संवाद लिखिए
Answers
Isthan : Jodhpur Adarsh Railway Station
Samay : 5 baje saaykaal
Train Surya nagari ke injaar mai platefoem parkhade logo mai vartalaap
Yaatri 1: Kya baat hai bhaisahab , station to bahut saaf suthra aur chaka chak lag raha hai ?
Yaatri 2 : Lagega bhi kyu nhi poora desh jo Saawachh Bharat Abhiyaan se jud chukka hai . AB naa to gandgi failate hai aur naa hi hone dete hai .
Y1: haa ! maine bhi dekha sab jagah DDT ka chidkaav aur kachara paatra bhi rakhe hue hai .
Y2: ab ye hamari jimmedaari hai ki hum inka parayog kare aur kachara idhar udhar naa fanke. Bachho ko bhi samjhaaye hi wo bhi iksa palan kre.
Y1 : Station par lift , Elevators , cidiya , Sign board sab kuch hai. Bujurgo ke liye wheel chair ki suvidh abhi hai . sachmuch mai AAdarsh Railway station hai .
Y2: haa aur doctoer & davaiyo ki suvidha bhi hai . Ap kahan bhi managa sakte hai apni hi seat par aur kisi bhi station par . IRCTC aaj kal bahut naye prayog kr rhi hai aur janata ke sahyod se safal bhi ho rhi hai .
Y1: ye to bade garv ki baat hai . Lo rail aane ki ghoshna bhi ho gyi . Chalte hai . Mera to S8 Coach hai
Y2 : Mera Upgrade hoke AC chair car ho gya hai . chalte hai . Namaste !! Subh Yaatra