Hindi, asked by bandinaga1663, 10 months ago

राष्ट्रीय ध्वज को फहराने के कुछ नियम है पता कर लिखिए

Answers

Answered by asthajaiswal645
4
  1. Hame hamesha tiranga ko suryoday Or suryaast ke madhya fahrana chahiye.
  2. Tirqnge ko kabhi jhukaya nahi jaata nahi jameen parrakha jaata hai
  3. Jhande ka aakar aayatkar hona chahiye, iski lambai Or chowdai ka anupaat 3: 2 hona chahiye.
  4. Tiranga hamesha cotton, silk ya phir khadi ka hi hona chahiye.
  5. keshariya rang ko niche kisi taraf karke tiranga pherana galat hai
  6. Tiranga ko hamesha paas ki sabse uchi jagah par pherana chahiye.

Hope it helps.Plzz mark it brainliest.

Similar questions