Hindi, asked by Rayyan6246, 1 year ago

रचना के आधार पर 15 वाक्य बनाए

Answers

Answered by nandu6286
0
1.Dawai khaate he mareej so gya- Saral Vakya hai.
2. Mansi Ek acche kalakar ki tarah Nach rahi hai -Saral Vakya hai.
3. Main Janta Hoon ki tumhare Akshar acche nahi bante -Mishra Vakya hai.
4. Jaise hi Varsha Hui Waise Hi pakshi cha- chahane Lage- Mishra Vakya hai.
5. Geeta aae thi parantu rupay nahi dekar Gayi -sanyukt Vakya hai.
6. Usne bahut Parishram Kiya Kintu safalta nahi mili -sanyukt Vakya hai.
7. doctor ke pahunchne Tak Rogi Mar chuka tha -Saral Vakya hai.
8. Varsha hone ke Karan vhaay deer se ghar pahuncha- Saral Vakya hai.
9. vhaay Hai issliye Bazar Gaya Kyunki usne Jhoote kharidNe the- Mishra Vakya hai.
10. Kathor Bano parantu Sahirdaya raho- sanyukt Vakya hai.
11. Sadak par Karta Hua vyakti bus se takra kar Mar Gaya- Saral Vakya hai.
12. aalsi hone ke Karan vhaay Vifaul Raha -Saral Vakya hai.
Similar questions