रहीम के दोहे के अनुसार दूसरो का हीत चाहने की भावना किस्में दिखाई देती है
Answers
Answered by
20
Answer:
Taruwar phal nahi khat hai ,sarwar piyahi n pan
kahi Rahim parkaj hit sampatti sach hi sujan
Rahim ji ke es dohe ke anusar sacche aur sajjan vyaktiyo me hi dusaro ka hit chahane ki Bhavna hoti hai we dusron ke liye hi dhan aur sampatti bhi ikattha karte Hain. Jaise ek ped apna fal khud Nahin khata , samudra apna Pani khud Nahin pita usi prakar ek Sajjan vyakti bhi hota hai vah hamesha dusron ke hit ke bare mein hi sochta hai khud se hit se pahle
Answered by
9
Answer:
Sajjan aur acche vyakti mein dikhai deti Hai
Similar questions