Hindi, asked by ghjfku7353, 1 year ago

Rahim ke dohe Ka Central idea dedo

Answers

Answered by jasdeepkaurjawanda71
5

Rahim ke dohe mukhya roop se pathakon ko doosron se kaisa bartaav krna chahiye iski shiksha dete hain. ve manav ko karniya aur akarniya aacharan ki bhi nasiyat dete hain. unhon ne yhi bataya hai ki prem ya rishte dhage ke bhati nazuk hain jo ek baar tootne pr nhi milte , hame apna dukh kisi ko prakat nhi krna chahiye kiuki agar ham kisi ko apne man ki vyatha btate hain to sab hmara mazaak bnate gain prantu sahayta koi nhi krta aur hiran ki udahran dete huye unhon ne yeh spasht kia hai ki jaise veh koi madhur dhwani sunte hi uski or bhaagta hai usi prakar manushya dhan ki or bhaagta hai , veh dhan ko paane ke liye apne har rishte sambandh ko shorh deta hai.

hope it helps!!!!!!!!

thank you!!!!!✌✌✌

Similar questions
English, 8 months ago