Hindi, asked by imanghorai, 1 year ago

Railway station mein do vyaktiyon ke beech hone vala samvad.

Answers

Answered by awesomekaavya
13

Isthan : Jodhpur Adarsh Railway Station

Samay : 5  baje saaykaal

Train Surya nagari ke injaar mai platefoem parkhade  logo mai vartalaap

Yaatri 1:  Kya baat hai bhaisahab , station to bahut saaf suthra aur chaka chak lag raha hai ?

Yaatri 2 : Lagega bhi kyu nhi poora desh jo Saawachh Bharat Abhiyaan se jud chukka hai . AB naa to gandgi failate hai aur naa  hi hone dete hai .

Y1: haa ! maine bhi dekha sab jagah DDT ka chidkaav aur  kachara paatra bhi rakhe hue hai .

Y2: ab ye hamari jimmedaari hai ki hum inka parayog kare aur kachara idhar udhar naa fanke. Bachho ko bhi samjhaaye hi wo bhi iksa palan kre.

Y1 : Station par  lift , Elevators , cidiya  , Sign board sab kuch hai. Bujurgo ke liye wheel chair ki suvidh abhi hai . sachmuch mai AAdarsh Railway station hai .

Y2: haa aur doctoer  & davaiyo ki suvidha bhi hai . Ap kahan bhi managa sakte hai apni hi seat par aur kisi bhi station par . IRCTC aaj kal bahut naye prayog kr rhi hai aur janata ke sahyod se safal bhi ho rhi hai .

Y1: ye to bade garv ki baat hai . Lo rail  aane ki ghoshna bhi ho gyi . Chalte hai . Mera to S8 Coach hai

Y2 : Mera Upgrade hoke AC chair car ho gya  hai . chalte hai . Namaste !! Subh Yaatra

Similar questions