Biology, asked by sachin166628, 1 month ago

Rajesh star uth vasiyon ki sankhya ke anusar kis Rajya Ka Pratham Sthan hai ​

Answers

Answered by umasahu871999
0

Answer:

Mere mehboob mere is dil ne

Raat ko din, subah ko shaam likha

Itna bechain kar diya tumne

Maine yeh khat tumhare naam likha

Pehli pehli baar mohabbat ki hai

Pehli pehli baar mohabbat ki hai

Kuchh na samajh mein aaye main kya karoonMera haal bura hai lekin tum kaisi ho likhna

Mera chhodo jaan meri apna khyaal tum rakhna

Kore kaagaz pe maine sara armaan nikala

Mere is dil mein jo kuchh tha

Khat mein sab likh dala

Hey.. ho.. pehli pehli baar shararat ki hai

Pehli pehli baar shararat ki hai

Kuchh na samajh mein aaye main kya karoon

Pehli pehli baar mohabbat ki hai

Kuchh na samajh mein aaye main kya karoon

Kaash mera dil bhi koi kaagaz ka tukda hota

Raat ko teri baahon mein takiye ke neeche sota

Ho Keral mein garmi hai Nainital se sardi bhejo

Jo raahat pahunchaye aisa kuchh bedardi bhejo

Bin teri yaadon ke ik pal jeena hai mushkil

Kaise likh doon tujhko kitna chaahe mera dil

Apni ik tasveer lifaafe mein rakh kar bhijwa do

Main khud milne aaoongi

Kuchh din dil ko samjha do

Tum kitni bholi ho

Tum kitne achchhe ho

Tum kitni seedhi ho

Tum kitne sachche ho

Pehli pehli baar yeh chahat ki hai

Pehli pehli baar yeh chahat ki hai

Kuchh na samajh mein aaye main kya karoon

Pehli pehli baar mohabbat ki hai

Pehli pehli baar mohabbat ki hai

Kuchh na samajh mein aaye main kya karoon

Ishq ne meri aisi haalat ki hai

Explanation:

For you dear ♥️

Answered by anuragbarai9833
0

Answer:

please explain the question in detail

Similar questions