Ram Katha ke sandrbh mein father Kamil bulke ko Kyon Yaad kiya jata hai tatha unhe Pavitra Jyoti Kyon Kaha gaya hai
Answers
Answered by
6
Answer:
kyuki wah videsh k hone k bad bhi Bharat desh se utna hi lagav rakhte the jitna ki wo apni matrbhoomi se rakhte the. or unhone Bharat desh ki saskriti ko janne k liye sabhi dharmo ko ek saman mana isliye father kamil bulke ko ram Katha L sandarbh me yad kiya jata hai..
wo ek sanyasi hote hue bhi sabse lagaav rakhte the or agar wo kisi insan se ek bar milte the to dobara kabhi n kabhi jab bhi unhe mauka milta to wah use kahi se bhi badi mushkilo ko jhel kar bhi us insan se mulakat karte the tatha sabki madad k liye hamesha taiyar rahte the isiliye unhe pavitra Jyoti kaha gaya hai.
Similar questions