Social Sciences, asked by ahmadyunush38, 1 year ago

Ram lakhshmad pashuram samvaad ke kisi bhi anuched ka arth apne shabdo mai. Likhye

Answers

Answered by akankshamisi
0

Answer:

ok mai first paragraph ka likhti hu:

nath sabhudhanu...... bhrikul ketu is para ka try karti hu

isme ram ji kahte h ki hey muni mtlab parsuram ko kahte h ki jo shiv ka dhanush thoda hoga wo koi aapka das hoga yah sunkar parshuram gussa kar bole sewak wahi hota h jo sewakai kre aur satruta ka kam karne wale se ladie hi karna chahiye aur suno ram jisne bhi is dhanus ko toda h wo shashrabahu ke sman mera satru h aur wo jld se jld is samaj se alag ho jaye nhi to sabhi raja marejayenge aur muni ka aisa vachan chodkar lakshman ji prsuram ji ka apman karte huye bole is dhanush par itni mmta kis karn se mainu to bachapan me bahut sare dhanush toda par phli bar aapko itne gusse me dekh rha hu ye sunkar prsuram aur gussa kar bole oye rajputra ! tu kal ke vas me hone ke karan hos me nhi bol rha h shivji ka ye dhanush dhanuhi ke sman h.

maina pura apne se try kiya h I think u like and u like then mark me as brainlist


akankshamisi: hello
Similar questions