Hindi, asked by ajjay89, 28 days ago

Ram parvat ko dekh rha h...isme akarmak Keita h ya sakarmak​

Answers

Answered by nikitakumawat949
0

Answer:

sakarmark hai because hame pata hai ki ram kya dekh raha hai

hope it helps

Answered by Saanvi1417
0

ye sakarmak kriya hai kyuki humko pata hai ki wo kya dekh raha hai

agar sirf ye hota ki ram dekh raha hai toh wo akarmak hota kyuki tab hume nahi pata ki wo kya dekh raha hai.

Similar questions