Randra kya hai ya Bodo mein kis Prakar Sahayak hai
Answers
Answered by
1
Answer:
paadapon ke patton me paye jaane wale chhote se chhote chhidra jiske dwaraa carbon dioxide aur oxygen kaa aadaan pradan hotaa hai, unhe randhra kahate hai.
ye vaayu ke aadan pradan aur vaashpotsharjan karne men paudhon kaa sahayataa karte hain.
Similar questions