Hindi, asked by swastikasharma2006, 5 hours ago

* Rashtriya Ekta Pratyek Svatantra Rashtra Ke Liye Nitaant Aavashyak Hai. Jab bhi dharmik yaan jaatiya adhaar par rashtra se alag hone ki koshish hoti hai, hamari rashtriya ekta ke khanditt hone ka khatra bad jaata hai. Yah ek sunishchit staya hai ki rashtra ka svaroop nirdharit karne me vahaan nivaas karne vaale jan ek anivaarya tatv hote hain. Bhavaatmak star par sneh sambandh sahishnuta, parasparik sahyog avm udaar manovatti ke maadhayam se rashtriya ekta ki abhivyakti hoti hai. Rashtra ko keval bukhandd maankar uske prati apne kartavyon se udaseen hone vaale jan rashtriya ekta sthapit karne me kadapi sahaayak nhi ho sakte. Vastutah rashtriya ekta ko vyavhar me avtarit karke hi rashta ke nivaasi apne rashtra ki unnati our pragati me sahaayak siddh ho sakte hain.

• Upyukt Gandhyaansh Ka Saranaansh ( Summary) Apne Shabdo Main Likhiye?

Please answer me as fast you can...Please answer me.... A humble Request..

Answers

Answered by honyNihaar55
0

Answer:

eo ogok oko k ok ooook ko nmi4

Explanation:

Similar questions