India Languages, asked by intelegence6491, 11 months ago

Rastriy pushp kamal pe 10 lines

Answers

Answered by aarya356
1

Answer:

Hey mate!! here's ur answer:

  • har desh ka ek rastriya pushp hota hai.vah us desh ka rashtriya pratik hota h.
  • hamare dekh ka rashtriya pushp kamal h.
  • hamara rashtriya pusp kamal samriddhi,dharmikta aur adhyatmikta ka pratik h.
  • yeh pushp daldal me ugta h jiske karan ispe ek muhavara bhi prasiddh hai.
  • ye pushp alag alag rangon me bhi paya jata h lekin ye sabse adhik gulabi rang ka hota hai.
  • mana jata hai ki hinduon ke bhagwan brahmadev isi Kamal se utpann hue the.
  • hamara rashtriya pushp kamal ki bauddh dharm me bhi manyata hai.
  • kamal ka upyog bhagwan ki pooja archana me bhi kiya jata hai.
  • kamal aushadhiya guno k sath sath sajavat ke upyog ke liye bhi kafi lokpriy h.
  • china, Korea aur indonesia jaise adhikansh poorv-asiai deshon me iska prayog sabji ki tarah kiya jata hai.

hope it will help you....

thank you.....

mark as brainliest mate....

Similar questions