Hindi, asked by alina3745, 1 year ago

Relation between india and myanmar in hindi

Answers

Answered by Shwetarajan
2
Myanmar jo pehle Burma ke Naam se Jaana jaata tha sann 1937 tak Bharat ka hi ek Bhagya tha.. aur donon Desh angrezon ke hi adhin the. Bharat aur Myanmar mein anek tarah se garage sambandh hain. Jaisi ki myanamar mein athadhik boodh dharma Ko Maan ne vaale log hain islie Bharat Myanmar se sanskritik sambandh se juda hua hai.. Bharat aur myanmar mein aur bhi tarah ke rishte hain jaise ki aarthik, raajnetik aur ran netik...
Aur Aasha hain ki aage bhi Bharat aur Myanmar ke rishte acche hi honge...


Hope this helps uh...
And you can understand it also..
Similar questions