Ritivachak kfiya visheshan kisse kahte hain asaan bhasha mai smjhay plz
Answers
Answered by
1
Answer:
Reetivachak kriya visheshan hme kriya ke hone ka tarika batata h.
Udaharan ke liye:
•Radha tej dodti h.
Yha pr tej sabd reetivaachak kriyavisheshan h jo bta rha h ki radha kis tarah dodti h.
• vah achha gaata h.
Yha pr achha kriya visheshan h jo bta rha h ki vah kaisa gaata h.
Mtlb kriya ke hone ka tarika bata rha h
Ya hm khenge kriya ke hone ki reeti bta rha h.
Answered by
1
जिन क्रियाविशेषण शब्दो से यह पता चले कि क्रिया की विधि या रीति क्या है(क्रिया किस प्रकार हो रही है) उन्हें रितिवाचक क्रियाविशेषण कहते है। जैसे ध्यानपूर्वक , शांतिपूर्वक , आदि ।
Similar questions