साहित्य सागर workbook chapter 3 महायज्ञ का पुरस्कार answers class 9th ICSE board.
Answers
Answer:
Mahayagya ka puraskar
Explanation:
1) Mahayagya ka puraskar kahani ek aisi vyakti ki kahani hai jo pehle dhani tha magar Baad main gareeb ho gya.
Jab wo ek dhana Seth se madad maangne Jaa Raha tha than usse ek kutta Mila us vyakti ne usse apni roti de di.Is tarah Anjaane main usne Mahayagya ka puraskar kama Liya.Lekin jab sethaani ne ussi kaha ki hum aapka Mahayagya ka puraskar khareedna chahenge tab us vyakti ne mana ker diya kyunki yeh puraskar usne kamaya tha
2)Nirdhan Seth kisi vastu Ko paane ke lalach main kiye gye Yahya Ko mahan nhi maante the.Nirdhan Seth Ko ache karmo ke phal ka mehetv PTA chal gya tha isiliye wo Apne Yahya ka puraskar nhi bechna chahta tha
3)Yadi Nirdhan Seth Apne ache yagya Ko beach dete to unhe kabhi acha phal nhi milta