संज्ञा किसे कहते हैं उसके प्रकारों के नाम उदाहरण देकर लिखिए।
Answers
Answer:
Kisi viyakti, vastu , sathaan, bhav Aur guun Ka bodh krne wale shabdoon ko sangya khte h.
sangya 5 prakar ke hoti h
vaktivachak sangya - ram, Quran, Delhi.
jatiwachak sangya - fal, nadi, Nagar.
bhavvachak sangya - budhapa , mithas, sundarta.
dravyavachak Sangya - loha, lakdi, sons.
samudayvachak sangya - team, Sabha , sena.
Hope this will help you....
thank you for asking......
Kisi yakti , Vasto , jati , bhav ya sthan ke naam. ko sangya kahte h
jaise- Bharat -sthan
cycle- Vasto
ramesh- yakti.
iske 5 prakar h :-
1-yaktivachak sangya
2-jativachak sangya
3-bhavvachak sangya
4-dravyavachak sangya
5-samohvachak ya samudayvachak sangya
Examples:-
1- ramesh bahar khel raha hai.
2-school mai bacche padh rahe hai.
3zayada khelne se mujhe thakan aati hai.
4-mujhe daal pasand hai.
5-mere parivar mai chaar log rahte hai.
Explanation:
I hope it is helpful for you ...
mark me as a brainlist