Hindi, asked by kshitij9420, 11 months ago

संज्ञा - उसकी परिभाषा, उसके भेद, ऐवम उदहारण​

Answers

Answered by Anonymous
2
jo shabd kisi vyakti, vastu, sthan, bhav, gud ko batate hai unhe sangya kehte hai. bhed:
Vyaktivachak vachak, ram
jativachak, adhyapak
samoohvachak, भीड़
dravyachak, pani
bhavvachak, prem
Answered by NikitaVerma15
1

Sangya

Veh shabd Jo kisi vyakti, sthaan, vastu, jaati, samuh, bhaav ya prani Ka namm bataye, use sangya kehte h.

Jaise- Monika, Delhi, Parvat, Billi.

Sangya ke 3 bhed hote h

1. vyaktivachak sangya

2. jaativaachak sangya

3. bhaavavachak sangya

examples #1 Mahesh, Lucknow, Geeta, Himalaya

#2 Parvat,brahaman, Nadi

#3 acchai, ameeri, lobh, din.

Similar questions