Hindi, asked by Anonymous, 11 months ago

स्कूल से लौटने के बाद मां और बेटे के बीच संवाद लिखें

Answers

Answered by falaquejahan1928
4

Explanation:

Beta : maa kahan ho

Mother : are beta tu aa gya

Beta : maa bohot joro ki bhukh lgi h aaj mai lunch nhi kr paya

Mother : kyu beta aaj to maine teri pasand ka tiffin diya tha

Beta: haa maa lekin aaj hmare school me vote railly nikli thi maine bataya to tha aapko aaj railly niklegi

Mother : haa bataya to tha mai bhool gyi accha kya huwa aaj kahan kahan gye tum log

Beta : maa aaj DM sir aaye the railly me aur nukkad natak bhi huwa bhaiya didi log ka

Mother : beta tumhare class se kyu nhi huwa tune kal kaha tha lekin nahin bataya

Beta : mummy senior log jyada ho gye the isliye accha mummy mai bohot thak gya hoon bhookh bhi lagi khana do n

Mother : haa beta ja tu pahle naha kr aa mai khana nikal rhi hoon

Beta : thik hai mummy mai ja rha nahane.

Similar questions