Hindi, asked by ANKITRAI3595, 1 year ago

सीरा पर गंगा हसै, भुजानि में भुजंगा हसै हास ही को दंगा भयो, नंगा के विवाह में its hindi meaning

Answers

Answered by just4ask
32
prastut vakya mein shivji ke vivaah ko darshaya gya hai, shivji jab vivaah samaroh mein pravesh karte hain toh unke vesh-bhusha ko dekhkar wahan upasathit sabhi log haste hai. striya dekh ke hasti hai baate karti hain has has ke bhaag jaati hain.yahan tk ki shivji ke sir pe viraajmaan ganga ji bhi hasne lagti hain. iss vaakya mein shiv ji ke bichitra vesh-bhusha ka vardan kiya gya hai jise dekh kar hriday mein aanand ki anubhuti hoti hai.

syednafisulhasansnh: Please explain this how this is hasya ras
Similar questions