Hindi, asked by Shreyasuttam, 6 months ago

स्वास्थ्य अधिकारी की अपने क्षेत्र
की सफाई हेतु पत्र लिखिऐ
प्रतिष्ठा में। ​

Answers

Answered by AyushBadwaik
3

Answer:

Swami Vivekanand Nagar

kanhan 441401

28 August 2020

प्रती ,

mananiy Swasthya Adhikari

Nagpur Mahanagar Palika

Nagpur 28079

Vishay - Safai Hetu Shikayat Patra

mananiy mahoday,

main Swami Vivekananda Nagar ka revasi hu. Mere ilaake Mein Kuchh Din Se Safai Nahin ho rahi thi isi , Karan Hamare Mohalle Mein Kai machhar ho gaye hain .

Agar aisa hi hota Raha to hamare Yahan Malaria Pal sakta hai. Aap se nivedan hai aap kripya Karke Hamare Mohalle Ki Safai karaen.

Asha hai aap is Patra ko jaldi hi Najar Mein Lekar Safai Karenge .

aapka krupabhilashi

Ayush badwaik

kanhan

Similar questions