संवाद के आधार पर राम एवं लक्ष्मण के व्यवहार में अंतर स्पष्ट करे।
Answers
Answered by
6
Explanation:
Samvaad ke anusaar
Lakshman bahaut hi chanchal h, ve parshuram ji ko vyang poorvak Uttar dete h, apne bharata shri ram ke liye ve parshuram se ladte h .
Vahi dusre aur Ram bahaut hi shaant suabhav ke h, ve mridubhashi h , aur unhone hi apne Sheetal vachano se parshuram ka krodh shaant kia tha.
hope u liked my ans
Similar questions