संवाद लेखन
1. रेलगाड़ी और हवाई जहाज
के मध्य हुई बातचीत को
संवाद के रूप में लिखिए
Answers
Answered by
3
Answer:
Rail gadi -(rg)
hawai jahaj-(hj)
rg- waa tum kitana uncha udte ho.
hj-ha ha wo to mera kam hai,waise tum kya karte ho.
rg-me , me to logo ko lohe ki patri se unki manjil tak pahunchata huu.
hj-ooo lohe ki patri se, hmm.
rg-haa .,raste me bahut se jiv janvar muje dikhte hai bahut maza aata hai.
hj-are bhai hamari kya bataye bas badalo me udna aur panchiyon se bate.
rg-tume to udte hue bahut maza aata hoga na.
hj- maza to aata he lekin ab thak gaya huu.
rg-muje bahut maza aata hai. roz naye humsafar, naya rasta ,nayi Manzil
Similar questions